Thursday, 10 April 2014


Mein kuch bhi ker nahi skta.!

Mein kuch bhi ker nahi skta
Apni safai bhi day nahi skta
Wo hai bhi itna sarkash key
Meri baat bhi wo sun nahi skta
Ye ajeeb halat hai key is key siwa
Mein saans bhi ley nahi skta
Mein isy kabhi nahi bhool pa’on ga ‘Gul’
Aur wo mera ho bhi nahi skta. . . 

No comments:

Post a Comment